Jab apki pasandida
Ladki apse nafrat krne lage to smjh lena apka kaam khatam hogya hai or apko woh sab jagah nazar ayegi lekin ose aap kahi naazar nahi aynge mujhe woh har jagah nazar aati haai nahate mai khate mai sote mai had to yeh toilet mai bhi kyu ke ose mai bahar bula liya krta tha Kaash oski bahen or or hamare chatur ne oske dimag mai nafrat nahi dali hoti maire liye to hame 5 month ho chuke hote shaadi ke or mujhe pata hai woh thodi bttmzi hai lekin dil ki bht achi hai mujhe to kisi se piyar hone se raha jis ladki ki awaz maai daily sunta hu tu hi to maira bubby hai osse bhool jana or dimag se nikalna bht mushkil hai
Posted Apr 9, 2025, 8:27 PM UTC
10