Sirf mein hi hu ya kisi aur ki mummy bhi hrr hfte shaadi k baare me baat krne lgti h

:ask: Ask Teens

So meri mummy hrr 2 hfte me meri shaadi ki baat krne lgti h ,ki 26 tk hojana and all like welp😭😭 19 ka hu mein toh abhi pr itni jldi kyu

Posted May 7, 2025, 2:41 PM UTC

220
Loading comments…