Apko kabhi apne friend se obsession hua hai kya ?
Mera ek friend hai usse mai apna best friend Manta hu. Shayad wo bhi Manta hoga.
Mai aajkal usse obsessed ho gaya hu. Like hamesha sochta rehta hu ki wo kya kar raha hoga. Khana khaya hoga ya nahi. Hamesha usse Milne ya baat krne ka mann krta hai.
Lekin mai aisa karta nahi hu. Mujhe desparate nahi dikhna. Shayad wo bhi yahi sochta hai. Isliye hamare beech 2 hafte se baat nahi Hui.
Lekin mere bhai jaisa hai wo ❤️ kash uss bkl bol pata ye sab :/
Posted Jul 9, 2025, 5:59 PM UTC
13