r/mht_cet•
156rega

genuine doubt guys

Serious

bhai suppose maine abhi ek college mai admission liya hai let us name it A n maine partial drop liya n next yr ke cet mai mujhe allot hua college jisko apn bolte hai clg B to agar mujhe B mai admission lena hoga to A mai cancel karte vakt mujhe baki ke 3 saal ki fees bhi pay karni padegi ya direct admission cancel hojayega please batao genuine doubt hai uske upar age ka decision lena hai🙏🏻

Posted Sep 14, 2025, 1:51 PM UTC

119
Loading comments…