NTPC photo capture issue
Bhai ya logg over smart kyu bannta ha. jab system kaam hi naa kara too. aaram sa pahala capture ka option daa raha tha naa kyu hataya🙄🙄. aab 5 min tak bhi photo capture nahi kar paa raha. guys please agar koi solution hoo too bata naa... good lighting and background ha already.
Posted Nov 1, 2025, 7:53 PM UTC
14