Wagholi is not a safe for any girl and boys
I'M 19M first year student in raision college So many crime in wagholi near raision college From my side mat lo admission in jaisa college Mere sath 2nd yr k sab bache ne mujhe mara Or damki de rahe hai ki jan se mar denge.
Bas naam ka college hai Nahi placements hai Nahi acche teacher hai Nahi achaa criculm hai
Bhai ek baat bol koi nahi batayega ,yeh college mein koi admission nahi leta, yeh bas yeh ki crowd hai
(1) minority (2) management wala
Hate the gh raision college Yeh girls rap was normal Yeh FY wala ko maraa it's normal
Mere life worst decision tha ki mein pune ek out area jaise wagholi mein admission liya P
Conclusion :- not safe for girls Not safe for boys raision mein abhi just 1 week phele ek sucide hua tha bahi college nahi raat toh raat case sovle kuch pata bhi nahi chala
Bhai ek Sineror hone kkkarann bol raha hai
Agar apa log yeh tak puchhe ho toh please soch kr lena yeh addmision
Thx agar kuch doubt hoga toh dm krna
Posted Nov 7, 2025, 6:57 PM UTC