Char din ki chandni
Char din ki chandni thi, lagta tha chand hi humara Nazre usse yun mile, lagta tha jahan hi humara Tabaadla-e-khayal kam hote gaye, bhool gaye apna kasoor Uski nazron mein narazgi kya dikhi, bhool gaye noor bhi humara Kya ishq hi karna tha, ya teri be-sada partau hi kaafi thi? Dil ne tujhe chaah kar bhi, yahi poocha— Khamoshi mein chhupi woh jhalak, kyon kaafi na thi
Posted Dec 30, 2025, 8:57 PM UTC
10