GENUINE ADVICE 🥲🥲ðŸ˜
Hi Bhai log
Bhai log mai bca 2nd sem Mai hu M(17.5) mai HTML CSS AUR tailwind shik liya hu aur abhi C++ Sikh Raha hu to Mai ye pucha chahta hu ki mai kya Karu AUR kya sikho aur agage kese jau mai abhi ek company mai interview Diya meri English acchi hai to unhone mujhe 8k internship offer ki par Mai apni skill par kaam karna chahta hu
1 mera college jhatu hai na teacher padate hai na hi bache aate hai btw I form Uttar Pradesh
2 kya bca student with skill aur BTech students with less skill same ya bca<<<<<BTech
3 bca walo ko generally kya job offer hoti hai kya ye sale bpo mai offers hota hai
4 skill<<<< degree
and suggest me to do next step
- in the current market kya job hai agar hai to average package kya hai
6 mai jee Dene jaa raha hu kal 28 ko agar mil jayega to mai engeneering karuga nhi to bca
PPPPPEEEAAAAACCCEEE OOOOOUUUUTTTTT
Posted Jan 27, 2026, 11:29 AM UTC