Shayri

Tumse milke laga sab Mila jiski khwahish thi,

phir apne app ko dekha,

mujhe to bachpan se andhekha kiya gya...

Kitna bhi khud ko sambhalo,

puraani baatein6yaad aayengi, na aaj na kal tumhe apna bana payengi....

Jo soch liya apne baare me wahi hoga, na sahi na galat bas khus ki marzi ka hoga....

Posted Feb 21, 2026, 5:33 PM UTC

10
Loading comments…