Pata hai kya hua...
Guys kal raat ko maine jyada whiskey pi li thi to maine meri jis ladki ne mujhe reject kar diya tha meri mera one sided tha maine use call kar diya baat karne ke liye raat ko 1 a.m. ke something acha hua usne call nahi uthaya warna pata nahi kya bolta mein ab aaj guilty feel ho raha hai kyu kara maine call.😭😭 Pata hai aaj kya hua
Posted Feb 26, 2026, 3:31 AM UTC
121