Mai to naukar hi ban gaya hu i
Pata hai aaj kya hua Meri behn ki shadi thi kuch time pehle to tabse mai kafi kaam kar raha tha ki like mithai k daabe lana rakhvana dusre ghar m saman rakhvana dusre ghar m pipe leak ho raha hai to mistri ko lekar jaana or kai saare kaam , pr mujhe ye sab karna bura nahi lagta pr under appreciated lagta hai thoda
Posted Mar 6, 2026, 5:29 PM UTC
12