Bhool bhulaiyaa

Ask Lucknow :question:

Aye hello sub! Just ye poochna tha ki kya bhool bhulaiyaa jaane ke liye guide lena zaroori hai? Gate pe guides peeche pad jaate unhe mana karke main aise he chala toh gaya par upar jaane ka raasta nahin mila, aakhir upar jaane ka raasta hai kahaan?😭😭😭

Posted Mar 14, 2026, 7:07 AM UTC

17
Loading comments…