How to be dominating in a relationship? Kisi ke paas koi tips hai? Mtlb Krna kiya hota hai?
(pata hai aaj kya hua) so bahaut baar sun liya gf se things like:-
-
tm childish ho
-
tm mature nhi
-
Or ladkiyon ko sambhalne wale ladke acche lagte zimmedar . Khud ko babysit karwane wale nhi
aisi aisi cheezien sunne ko milti
Ab main ghar ka chota beta hoon mummy ke saath hamesha raha childishness hai thoda aur age bhi 19 hi hai to koi maturity as such nhi
but kaise dominating banu iss Relationship me? Krna kiya hota uske liye?
Posted Mar 27, 2026, 8:05 PM UTC
112