Why most of gurl say me bhaiðŸ˜ðŸ¥€
Guys, mujhe idea nahi hai ki most of the girls mujhe "bhai" kyu bolti hain.
I look cute and very aggressive, but still yaar kyun? Kyuuuuuu?
Ab is crisis mein main kuch zyada hi face kar raha hoon jab meri age shaadi ke liye hoti ja rahi hai.
I don't wanna be sab ka bhai.
Dekho, mujhe har ladki se problem nahi hai ki woh bhai bol rahi hai. Meri habit nahi hai ki main kisi bhi ladki pe try karun.
Kya karna chahiye? Mujhe tokna chahiye ya phir bas accept kar lena chahiye?
Batao yaar.
ðŸ˜ðŸ˜
Posted Apr 4, 2026, 1:23 PM UTC
020