Finally!!!!!
idk mujhe jee mains me kuch milega ki nahi...or adv ki toh aukat hi nahi hai
but I am so happy yeh sab khatam hua
i hated every single bit of it
padhai padhai padhai bc khatam hi nahi ho rahi thi!!!!
ik abhi bhi bitsat,comedk hai
but still bc yeh JEE shabad toh nahi sun na padhega kabhi
me vo bacha tha hi nahi kabhi
topper,ek baar padha hogaya
har baar padha bhul gaya koshish Kiya nahi hua fir bhi
atleast June july me khushiyan aayengi!!!!
baki 90% dukh toh khatam hogaya hai
Posted Apr 8, 2026, 1:09 PM UTC
713