I'm from science faculty, I have very low attendance..exam me baithne milega ya nahi???
Ab tak kuch 40-50% thi, pura April skip maar Diya toh samjho aur Kam ho gyi hogi. Kal class hai par jaane ka man nhi kar rha itni garmi me..padhna lastly khud hi hai..bacche itne boring hain jaane ka aur man nhi karta. Kya karun💔
Posted Apr 28, 2026, 7:09 PM UTC
59