Aree yaar tumhe pata hainnnn
Meri class mein kya cute ladka tha yrrrr kal thodi si jalak dekhi thi kyuki paper lengthy tha aj acche se dekha kyuki pehale aa gayi thi i mean bruh ab toh mere ko thoda motivation mil gaya paper Dene ka but yrr kaise thadun usko kal tax hain aur idk if uska both grp hain ya nahi agar both grp hua toh fm sm mein aram se thudangi 😋🤙
Posted May 7, 2026, 12:41 PM UTC
211