Bhai Etana Bore Ho gya Hun Kya Hi Bataun..

Kanchodan

So Basically I am here in vns from the last 1 year kahi bahar nhi gya bas ghat jata hun Mood hua To fir vapas vahi padhae likhae vali bakchodi karne vapas Abhi paise collect kiye koi trip plan karun to BC pair me injury ho gae. Fir vahi santi se ghar baitho book book book And now bhai kuchh batao yrr VNS me aur kuchh karne ko hai ?? Ab to construction yahan vahan road par har jagah chal raha hai ghat par ki jane ka man nhi hota.. koi events vagairaj kahin ho rahe hai?? Ya kuchh ho to batao Female Friends bhi sab Chali gae dusare city aur Mere male vale bhi padhae me hi busy hai Jindagi bhul gae hain BC 🙂

Posted May 11, 2026, 5:20 AM UTC

10
Loading comments…