Garmi ki chhuttiyon mein bacche har 2 ghante mein kuch na kuch maangte hain, kaise handle karte ho?
School band hai aur bacche poora din ghar pe hain. Har thodi der mein "kuch chahiye" ki awaaz aati hai. Healthy doh toh nakhre, chips doh toh guilt. Aap log koi aisa quick snack banate ho jo jaldi bane aur bacche bina naak chadhaye kha bhi lein? Koi bhi idea chalega!
Posted May 11, 2026, 5:31 AM UTC
10