Chaotic life in this gaa$d faad garmi
pata hai aaj kya hua toh aaj mera exam tha bhyi college walo ne pta nhi kya bhaang kha kr seating plan bnaya ki mera roll no. include Krna hi bhul gye...
.
aur last time inhone same day and same shift me mere 2 exam de rkhe the...🤡 kya mtlb ek hi shift me 2 jagah exam du...
uske baad mene baat wagera kri unhone office wagera bulaya fir include kiya
ab mein exam ke liye pdhta hu toh ye rehta ki fir se ye koi bakchodi na krde...
Posted Jun 3, 2026, 1:19 PM UTC
86