Bollywood mein achhi movies banna band nahi hui hain, lekin audience ki expectations kaafi badh gayi hain ?
Pehle har saal kai memorable films aati thi, lekin aaj kal bahut log kehte hain ki Bollywood mein originality kam ho gayi hai.
Aapka kya maanna hai?
- Kya problem scripts mein hai?
- Kya audience ki expectations badh gayi hain?
- Kya OTT ne Bollywood ko affect kiya hai?
- Ya phir achhi movies ab bhi ban rahi hain, bas unhe utna attention nahi milta?
Examples ke saath apni opinion share karo. 👇
Posted Jun 5, 2026, 4:43 AM UTC · locked
08