05-06-2026

Jo shakhs apni galtiyon se seekh leta hai, Shaikh,

Wahi haqeeqi kaamyaabi ki taraf badhta hai,

Log kitaabon se ilm haasil karte rehte hai,

Par woh apne zakhmon ko padh kar sanwarta hai.

Posted Jun 5, 2026, 5:00 AM UTC

10
Loading comments…