Shreya is deserving winner bhaiiii yeh yg ka har bar ka natak hai. ๐ฎโ๐จ
Yg har show mei rota hai ..... Mei bol rha hue inke fans biased toh aise bol rhe hai jaise dono ko second chance diya hi nahi ....... Dono ko bhi wapas bulaya dono se bhi redemption arc ka sapna pura nahi hua kya matlb yeh splits ke finale ke pehle bhi kiya tha aur fir ak ko pasand karta hue bol diya shippers kush hogaye ek dum har baar ka natak hai bhai
Yeh yg ko khud bhi bata hai shreya is deserving dekhna
Aaj se pr chalu hojaye gha insta pe ki yg ke sath unfair hua hai sare journalist yah jo bhi ho woh shreya ko favour kar rhe hai ha bhai favour it is whole point bhai un logo ne show dekha hai and shreya is deserving is liye favour kar rhe hai
Posted Aug 5, 2026, 1:20 PM UTC
80