Mdcat Delay 2026

Education

Plzz kll sb LHC aagain

Koi bachay lahore k hai

Woh hostels mai reh rahay hain or Jo ird gird k ilakay k hain

Plzz aagain

Or Jo Jo acdmy jaa rahay hain 100 120 Bach hitay hain har class mai

Plz convince karein apni class k bachon ko

Apnay un doston ko bhi saath lay aien Jo mdcat nahi day rahay ya kesi or field k hain

Kll un logon nay apki ids check nahi karni

Bss agr koi jaa raha hai tu apnay saatg or logon ko bhi lay gai

Posted Aug 5, 2026, 1:29 PM UTC · locked

32
Loading comments…