Dr Zee

Discussionđź’¬

Kya aapkay tik tok feed par dr zee hai? Kya aapkay YouTube shorts par dr zee hai? Kya aapkay zehn main bhi dr zee hai? Agar ha tou pareshan naa hoay Kyunki Tamasha le aya hai ek aur naya ajooba.. Jee haa apnay sahi sunna.. ek naya ajooba jo dr zee ke naam se paya jaata hai.. Aur agar Aap bhi dr zee jesa banna chahtay hai tou dial kre 090078601. Dr zee ab chotay packet main bhi dastiab hai

Ps tamam dr zee bacho ki poach se duur rakhay. Tabiat ziada kharab ho tou amil bengali baba se ruju krey Shukria

Posted Aug 12, 2026, 8:19 PM UTC

11
Loading comments…