Koi waterfall chalega ?
Mai Rishabh hu indore se hi hu and maine or mere friends ne lag bhag indore ke pass ke sare hi waterfall cover ker liye hai and abhi tak hamare sath ko esa bekar scene nahi hua hai ek bar hi hua hai chota sa baki Ager koi hamare sath jana chahe toh aap bata sakte ho ham 11 sep ke bad wapis regular jana chalu karenge if koi interested ho toh mujhe dm ker sakte hai vese toh jana free hi hai hamari taraf se koi charge nahi hai but jo kharcha hota hai ( bike , Scooty petrol and khane peene) country kerte hai and khane peene se ye matlab hai ki basic jo bhi Maggie ya sandwich ! If koi interested ho toh bata sakta hai
Posted Aug 27, 2026, 12:56 PM UTC
12