Bhai yeh lauki ki sabzi kis kis ko pasand hai yaar

AskJabalpur

Pta nhi kyun yaar ek umr beet jaane ke baad lagbhag sb kuch ab ek jaisa lgne lga hai lekin yeh lauki mein aisa kya hai na yeh tb pasand thi aur na hi ab

Posted Sep 1, 2026, 4:31 PM UTC

38
Loading comments…