My mom is toxic

:share: Wanna Share

To Aaj mai school nahi gayi to mummy ne kaha ghar ke kaam me madad karwao or maine karwaya in cooking and washing utensils par fir pochha làgane ko bola par kyu mai thak gayi thi to maine mana kar diya or uske baad bhai inhone Sara khana fek diya or market jaake ye papa mummy khana kha kar aaye aur fir mummy ne bhai se koj kaam bola to vo ulta sidha bolkar chala gaya and maine too suna bhi nahi fir bhi abhi raat ko papa se kah rahi thi iski jaldi se shaadi karado fir jab iska pati marega tab iski akal ayegi I mean kya bolu mai ab

Posted Sep 14, 2026, 8:02 PM UTC

342
Loading comments…