Mujhe nahi pata kya karu mein? Re-neet ke baad sab Khali Khali sa lag rha tha, ab toh ek aur cheez ho gya that's breakup my emotional support is gone .. what to do gngππ« i honestly don't understand re-neet se recover karu ya ab ye naye dukh se ππππ
arirr03
u/arirr03
How to deal with break up? π
Pata hai aaj kya hua, actually Aaj nahi actually iss june mein Pehle re neet acha nahi gaya, ab after fucking 7 months and 10 days break up ho gaya apparently mujhe reason bhi nahi pata π« π
Samne se bas ek message aata hai
"Bhulna padega"
"Ab se message nahi ayenge byee"
And uske baad no message na kuch
Ek raat pehle aisi aisi baate ho rahi thi, aur ab? Kuch baat nahi mujhe samaj nahi aarha kya karu?
Ghar walo ke taane, ab joh actually support system tha woh bhi aise bina kisi closure ke chhod ke chala gaya π₯Ίππ« π₯
I need help tomorrow is my exam can someone help me like kya pehnke jaa sakte hai? Is bag allowed? Paper kese likha hai??
ALL THE BEST JOH NEET DE RHA HAI π ALL THE BEST MUJHE BHI πI HOPE PAPER ACHA JAAYE ITNA KI MEDICAL COLLEGE KI SEAT MIL JAYE ππ»π§Ώ
Koi hai joh neet ke liye all nighter karne wala hai πππ»?? Ya mein hii raat barbaad karne wali hu πππ» 1 raat mein 550 marks πππ»ππ»
You've reached the end of this feed.

